10 Two Lines Poetry By Ahmed Faraz....

Bin Maange Hi

Bin mangay hi mil jati hain tabeerain kisi ko “Faraz”
Koi khali hath rah jata hain hazaroon duaoon ka baad



Mere Lafzon Ki Pehchan..

Mere lafzon ki pehchan agar kar laita wo Faraz
Usy mujse nahi khud say muhabbat ho jati..!!!



Shayed Khushi Ka….

Shayed khushi ka daur bhi aa jaye ek din Faraz,
Gham bhi to mill gaye thay tamanna kiyay baghair..!



Mere Jazbat…

Mere jazbat se waqif hai mera qalm FARAZ
Main pyar likhon to tera naam likha jata hai..



KuCh Andhera Bhi…

Kuch andhera b zaruri hai gham-e-yaar k sath,,,
ab diya koi na rakhe meri dewaar k sath,,,


mein jo ik umer masafat mein raha, tab jana,,,
rah b chalti rahi hai, meri raftaar k sath,,,

ham to yusaf nahi,bazaar-e-sukhan mein “FARAZ”
yun hi chal parte hein,har ik kharidaar k sath



Apnay Siwa…

Apnay Siwa batao tumhein Kuch MiLa Hai FARAZ ..
Hazar bar lee hain tumne mere dil ki talashiyaan



Haath Zakhmi Hoa…

Haath zakhmi hoa kuch apni he khata the faraz
maine kismat ke lakeroun ko mitana chaha



Us Se Milte He…

Us Se Milte He Yeh Ehsas Hua Tha Mujhko
FARAZ
Ye Wohi Shaks Hai Jo Lambi Judai De Gaya



Pyaar Ka Daava Karne.

Pyaar Ka Daava Karne Wale Hum Ne Dekhe Hain faraz…..!
Jinhen Hum Aziz To Hain Magar Apni Masrofiyat K Baad.



U Apni Mohabbat…

u apni mohabbat ka dawa na kia kar “faraz”

zinda tu wo bhi rahta hai jo muhabat nahi kerta

7 comments:

  1. This comment has been removed by the author.

    ReplyDelete
  2. Kuch door humare saath chalo....... Hum dil ki khani keh denge.... .. Jise samjh na sake tum ankho se....... vo baat jubani keh dege

    ReplyDelete
  3. char kandhe utha leyaye aaj usi jagha jiski hum amana the

    ReplyDelete
  4. char kandhe utha leyaye aaj usi jagha jiski hum amana the

    ReplyDelete
  5. Arz kya hy…

    Farzana jab se shift hui hy “SURJANI”

    Tou Faraz bas yehi kehta hy

    “MARJAANI MARJAANI”

    faraz

    ReplyDelete

Facebook Like Box Widget