Chand nikale kisii jaanib terii zebaai kaa
Rang badale kisii suurat shab-e-tanhaai kaa
Daulat-e-lab se phir ai Khusrav-e-shirin-dahan
Aaj rizaa ho koi harf shanaasai ka
Diidaa-o-dil ko sambhaalo ki sar-e-shaam-e-firaaq
Saaz-o-saamaan baham pahuncha hai rusvaai kaa

No comments:
Post a Comment