Jog bijog ki baten jhuthi sab ji ka bahalana hoPhir bhi ham se jate jate ek Gazal sun jana ho Sari duniya aql ki bairi kaun yahaN par sayana hoNahaq nam dharen sab ham ko divana divana ho Tum ne to ik rit bana li sun lena sharmana hoSab ka ek na ek Thikana apana kaun Thikana ho Nagari nagari lakhon dvare har dvare par lakh sukhiLekin jab ham bhul chuke hain daman k
No comments:
Post a Comment