Mohabbat rog hai jana,
bara sanjog hai jaana,
barey boorhy batatey hai,
kai kissy sunate hai,
mager hum jantey kub the?
yah sub kuch mantey kub the,
ana k takht par bethey,
humein maloom hi kub tha?
tumhari yaad ka gehra,
samander jag uthta hai,
Qalam jub b uthaon main,
ghazal jub b gungunaon main,
mere ander se bus jana,
teri awaz ati hai,
qalam jub tujhko likhta hai,
to bus likhta hi jata hai,
yah likhta hai tere bin,
koi lamha na guzrah hai,
guzrna b nahi shayed,
hamari maut tak jana........
bara sanjog hai jaana,
barey boorhy batatey hai,
kai kissy sunate hai,
mager hum jantey kub the?
yah sub kuch mantey kub the,
ana k takht par bethey,
humein maloom hi kub tha?
tumhari yaad ka gehra,
samander jag uthta hai,
Qalam jub b uthaon main,
ghazal jub b gungunaon main,
mere ander se bus jana,
teri awaz ati hai,
qalam jub tujhko likhta hai,
to bus likhta hi jata hai,
yah likhta hai tere bin,
koi lamha na guzrah hai,
guzrna b nahi shayed,
hamari maut tak jana........
No comments:
Post a Comment