basi hai tu meri aankhon mai noor ki manind,
wafa k geet ba'sad shauk gun'gunaaon ga,
meri kasam tu mujhe ab na ajnabi kehna,
bichadd gaya to tujhe roz yaad aaon ga
tu aa chuki hai mere pyar ki panaaon mai,
tujhe hai weham ke mai tujh ko bhool jaon ga,
bichadd gaya to tujhe roz yaad aaon ga...!!

No comments:
Post a Comment