Aab naye saal ki mohlat nahi milanay wali
Aa chukay ab tu shab o roz azaaboo walay
Ab tu sab dashna o khanjar ki zubaa boltay hain
Ab kaha loog mohabat k nisaboo walay
Zinda rehnay ki tamna hu tu hu jatay hain
Fakhtaoon ki bhi kirdar uqaboo walay
Na meray zakham khilay hain na tera rang e hina
Mausam ay hain nahi ab k gulaboo walay
Mausam ay hain nahi ab k gulaboo walay
No comments:
Post a Comment