Faraz hum kaisay us ki ruswai karein...(shona)

>> Wo meray alfaz say hairaan rehta tha...
>> Mein us k zoq say pareshaan rehta tha...

>> Bewafa to keh diya tha sar-e-aam us nay...
>> Phir na-janay kiun khud hi pashemaan rehta tha...

>> Suna hay k poocha tha kisi nay meray baray mein us say...
>> Kaha us nay k haan dil mein ek naadaan rehta tha...

>> Faraz hum kaisay us ki ruswai karein...
>> Jis per kabhi hamara emaan rehta tha..

No comments:

Post a Comment

Facebook Like Box Widget